YouTube kaise chalaye
Hello Doston Aaj Ham Sikhenge Ki Youtube Ko Kaise Istemal Karte Hain Aaj Ke Is Jamane Mein Youtube Bahut Hi Bada Roll Nibhata Hai . Youtube Ek Video Sharing Platform Hai Jahan Per Bahut Sare Log Apna Content Upload Karte Hain Jisse Bahut Se Logon Ka Fayda Hota Hai
Agar Hamen Koi Jankari Maloom Karni Ho Jaise Youtube Kaise Chalate Hain , Online Paise Kaise Kamae,khana Kaise Pakate Hai Aur Bahut Kuchh Agar Ham Yah Sab Youtube App Mein Ya YouTube KI Website Mein Search Karte Hain To Yah Hamen Bahut Sare Result Batlata Hai Video Batlata Hai Jisse Ham Dekh Kar Acche Se Sikh Sakte Hain.
How To Use Youtube In Hindi
To Ham Youtube Se Bahut Si Acchi Chijen Sikh Sakte Hain Isliye Hamen Youtube Sikhna Chahie To Aaj Ham Yahi Sikhenge Ki youtube kaise chalaye.
To Doston Chaliye Sikhte Hain youtube kaise chalaye To Aap Yah Content Pura Read Kijiega Aur Aapko Yah Content Read Kare Bad Ummid Hai Ki Youtube Ko Aap Bahut Hi Acche Se Chala Paoge.
So Lets Start
Agar Aap Ek Desktop Your Laptop User Hai To Aap Apne Desktop Ya Laptop Mein Apna Koi Bhi Browser Open Kijiye Aur Youtube.com Search Kijiye
Youtube.com Search Karte Hi Aapke Samne Youtube Open Ho Jaega
Aur Agar Aap Ek Mobile User Hai To Simply Aapke Mobile Mein Youtube Application Pahle Se Hi Install Hongi To Aap Pahle Ek Bar Play Store Mein Jakar Youtube Ka Update Check Kar Lijiyega Vahan Per Agar Aapka Youtube Updated Nahin Hai To Aap Youtube Ko Simply Update Kar Lijiyega
Ab Iske Bad Ka Procedure Desktop Aur Mobile Users Ke Liye Lagbhag Saim Hai Thoda Sa Hi Difference Hai Jaise Sirf Options Ke Position Me Change Aega To Chaliye Dekhte Hain youtube kaise chalayen or YouTube Kaise Istemal Kare
Jyadatar Users Ke Pass Mobile Hota Hai Isliye Ham Mobile Ka Procedure Btaege Baki Sirf Options ke Location Me Farak Hai.
youtube kaise chalaye
Youtube Application Open Ho Jaane Ke Bad Aapko Kai Sari Random Videos Dekhne Ko Milengi Agar Aapko Kisi Chij Ka Video Dekhna Hai Ya Koi Chij Search Karni Hai Kisi Chij Ke Bare Mein Maloomat Hasil Karni Hai To Aap Uper Diye Gaye Search Wale Symbol Per Click Kijiye Fir Aapke Samne Aapka Keyboard Open Ho Jaega Fir Aap Usmein Apni Query Type Karke Search Kar Sakte Hain
To Aapke Samne Bahut Sare Video A Jaenge Jiske Bare Mein Aapne Search Kiya Tha Aapko Jo Bhi Video Pasand Aaye Aap Us Per Click Kijiye Aur Aap Use Video Ko Dekh Sakte Ho Sakte Ho Aapke Samne Kuchh Ads A Jaaye To Aap Kuchh Der Intezar Karke Un Ads Ko Skip Kar Dijiye
Fir Aapka Wo Youtube Video Play Hone Lagega Aur Aapne Jo Search Kiya Hai Aur Jo Video Per Click Kiya Hai Wo Play Ho Jaega.
Vedio Ke Niche Bahut Sare OpTions Hain Jaise
Agar Aapko Vah Video Pasand Aata Hai To Aap Usko Like Bhi Kar Sakte Hain Aur Agar Aap Usi Channel Ke Video Dekhna Chahte Hain Aapko Channel Pasand A Gaya Hai Aur Aap Chahte Hain Ki Vah Jab Bhi Video Upload Karen To Aapko Notification A Jaaye To Aap Video Ke Niche Subscribe Button Hota Hai Usko Daba Sakte Hain Aur Uske Bad Mein Aapko Notification Icon Dikh Jaega Us Per Click Karke All Time Kar Sakte Hain Jisse Yah Hoga Ki Jab Bhi Vah Youtube Channel Koi New Video Upload Karega To Aapke Pass Notification A Jaega Aur Aap Jald Se Jald Vah Video Dekh Paoge
Video Ke Niche Bahut Sare Option Hain Jaise Humne Pahle Bhi Bata Diya Hai Like Aur Subscribe Ka Button Uske Siva Share Ka Bhi Button Hota Hai Aur Aap Use Video Ko Download Bhi Kar Sakte Hain .
Koi Video Aise Hote Hain Jise Aap Download Nahin Kar Sakte
Thanks Option Se App Us Youtuber Ko Paise Deke Thanks Kar Sakte Ho Aur Remix Ka Button Bhi Hai Aur Agar Aapko Video Ko Dobara Dekhna Hai To Inhi Options Mein Last Option Save Ka Hai Aapka Vedio Wo Button Dabate Se Hi Aapka Vah Video Watchlater Section Mein Save Ho Jaega Jo Ki Aap Bad Mein Dekh Sakte Ho Ye Vedio App Jab Bhi Youtube Dobara Open Karenge To NIche Hi Last Mein Library Ka Option Hoga Usper Click Kiye Baad Un Options Mein Se Watch Later Ka Opton Hoga Wha Per App Apna Save Kara Hua Vedio Dekh Sakte Ho
Aap Jaise Hi YouTube App Open Karte Hain To Niche 5 Option Dikhai Dete Hain Home Option Mein To Aap Ko Random Video Dikhai Dengi Aur Aap Video Search Kar Sakte Ho
Shorts Option Mein Aapko Shorts Video Dikhai Dengi
Aur Jo Plus Ka Icon Wo Content Creators Ke Liye Hai To Ham Aage Badhate Hain Subscription Section Per Aapane Jis Bhi Channel Ko Subscribe Kiya Hoga Vah Channel Aapko Dikhai Dega
Aur Library Ke Options Mein Aapane Jo Bhi Video Dekhi Hogi To Top Mein Aapko Dikhai Degi Aur Aapane Jo Bhi Video Download Kiye Honge Vah Download Sections Mein Dikhai Denge Aur Aapane Jo Bhi Video Like Ki Hogi To Vo Like Video Section Mein Dikhai Degi Aur Aapane Jo Bhi Video Ko Save Kiya Hoga Vah Watch Later Mein Dikhai Degi
To Doston Ab Ham Home Section Ko Aur Ache Se Dekhte Hain Home Section Mein Top Per Aapko Youtube Ka Logo Uske Side Mein Wi-fi Tv Ka Ek Symbol Dikhai Dega Uska Istemal Aap Screensharing Me Kar Sakte Ho Uske Side Mein Aapko Notification Ka Icon Dikhai Dega Jismein Aapane Jo Bhi Channel Subscribe Kiya Hoga Agar Usne Koi Video Upload Ki Hongi To Uska Notification Aapko Yahan Per Dikhai Dege Uske Side Mein Search Ka Option Hai
Uske Side Wale Options Ko Click Karne Ke Baad Aapko Bahut Sare
Option Dikhai Denge Aap Apne Account Per Click Karke Apna dusra Account Bhi Login Kar Sakte Ho Aur Agar Aapka Koi Channel Hai To Aapko My Channel Ka Bhi Option Dikhai Dega Aur Bhi Bahut Sare Options Hain
To Doston Agar Yah Aap Nahin Bhi Sikhoge To Aapko Ek Basic Sa Youtube Chalana A Jaega To Humne Upar Jobhi Baat Ki Hai Usse Aap Youtube Ko Chala Sakte Ho Aapko धीरे-धीरे In Sabhi Settings Ke Bare Me Pta Lag Jayega
Conclusion,
Agar Apne Ye Content Ache Se Padha Hoga To Apko Basic Sa Youtube Chalana Agaya Hoga Aur Apko Pta Chal Gya Hoga Ke Youtube Kaise Chalaye To Agar Apko Koi Dikkat Gai Ho To Comment Karke Zaror Btana
TabTakKeLiye Bye Bye,
Thanks For Visting.